Sarfaroshi Ki Tamanna Lyrics English Translation

Sarfaroshi Ki Tamanna is an Urdu patriotic poem written by Bismil Azimabadi as an ode to young freedom fighters of the Indian independence movement

Sarfaroshi Ki Tamanna Lyrics English Translation

Lyrics + Translation
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
The desire for revolution is in our hearts
Dekhna hai zor kitna baazu-e-qatil mein hai
Let’s see how much strength the enemy has

Waqt aane pe bata denge tujhe ae aasmaan
When the time comes we’ll prove it to the sky
Kya bataye hum junoon-e-shauk kis manzil mein hai
How should I tell you the destination that I’m frenzy for

Sarfaroshi ki tamanna
The desire for revolution
Doriyan umeed ki na aaj humse chhot jaaye
I wish the strings of hope don’t leave my hand
Milke dekha hai jinhe woh sapne bhi na rooth jaaye
I wish the dreams that we have seen don’t get upset
Hausle woh hausle kya joh sitam se toot jaaye
The hopes that break with cruelty are not hopes
Hausle woh hausle kya joh sitam se toot jaaye
The hopes that break with cruelty are not hopes

Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
The desire for revolution is in our hearts
Dekhna hai zor kitna baazu-e-qatil mein hai
Let’s see how much strength the enemy has
Tere sone roop ko hum ek nayi bahaar denge
We’ll give a fresh weather to your golden guise
Apne hi lahu se tera rang hum nikhaar denge
We’ll colour you with our blood
Des mere des tujhpe zindagi bhi vaar denge
My country, I’ll sacrifice my life for you
Des mere des tujhpe zindagi bhi vaar denge
My country, I’ll sacrifice my life for you
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
The desire for revolution is in our hearts
Dekhna hai zor kitna baazu-e-qatil mein hai
Let’s see how much strength the enemy has
Khushboo banke mehka karenge hum leharati har faslo mein
We’ll flow in the farms by becoming fragrance
Saaz banke hum gun gunayenge aane wali har naslo mein
We’ll jingle in the coming generations by becoming tunes

Aane wali, aane wali naslo mein
In the coming generations
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil mein hai
The desire for revolution is in our hearts
Dekhna hai zor kitna baazu-e-qatil mein hai
Let’s see how much strength the enemy has
Waqt aane pe bata denge tujhe ae aasmaan
When the time comes we’ll prove it to the sky
Kya bataye hum junoon-e-shauk kis manzil mein hai
How should I tell you the destination that I’m frenzy for

Written by: Bismil Azimabadi

If you find any mistake in the lyrics, please send correct lyrics in comments /Contact Us

FAQ

sarfaroshi ki tamanna lyrics written by whom : Bismil Azimabadi

Sarfaroshi Ki Tamanna Music Video

Song Credits

One thought on “Sarfaroshi Ki Tamanna Lyrics English Translation

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *